Main Abdul Qadir hoon

Document Sample
Main Abdul Qadir hoon Powered By Docstoc
					Bhoola mein tera, mera, nishaan
Saaya jo tujh se jura, hai mujh se juda, Aye Khuda
Bhoola mein tera, mera, nishaan
…Saaya jo tujh se jura, hai mujh se juda, Aye Khuda
Gar shikwa hai Gunnah
Ker ke hogaya mein fana
Bus tujh se maangu yeh duaa
Banda hun tera, tu bata…
Kia hun mein, kyun hun mein, Aisi Bala Hun
Ke na din hun na raat hun, baad-e-Saba hun
Ke mein teray teray, dil ka nishan hun
Han mein Abdul Qadir hoon, kyun mein Abdul Qadir hoon
Hay Yaayi Yo Yaa, Waay Yaayi Yo Yaa
Hay Yaayi Yo Yaa, Mein Abdul Qadir Hoon
Hay Yaayi Yo Yaa, Waay Yaayi Yo Yaa
Hay Yaayi Yo Yaa, Mein Abdul Qadir Hoon
Raah chaltay huey, yeh kia se kiaa huaa
Chootta jo tera saath, mein khud hi raakh hua
Tu tou malik hay mera
Sunta hai sub hi ki tu sada
Bus tujh se hai yeh gilaaaa
Banda hun tera, tu bata…..
Kia hun mein, kyun hun mein, raaz-e-Khuda hun
Ke mein wehshat-e-dar pe uljha khara hun,
Janay kitnay dilon ki dard-e-zuban hun
Han mein Abdul Qadir hoon, kyun mein Abdul Qadir hun
Hay Yaayi Yo Yaa, Waay Yaayi Yo Yaa
Hay Yaayi Yo Yaa, Mein Abdul Qadir Hoon
Haan mein martay martay roz jiya hun
Ke mein teri khudaayi ko jaan gaya hun
Ke yeh teri panaah hai ke soch raha hun
Haan mein Abdul Qadir hoon

				
DOCUMENT INFO
Shared By:
Stats:
views:30
posted:10/23/2012
language:
pages:1